Fainsjal Welfare Foundation ek non-profit sanstha hai jo Pan India. Gareeb parivaro ki madad ke liye kaam karti hai.
Hamara maksad hai:
- Gareeb baccho ko shiksha dena
- Zarooratmand logo ko madad pahuchana
- Ek swavalambi aur dayalu samaj banana
Aap bhi hamare saath jud sakte hain. Hamari madad karne ke liye Contact page par jaye.
Dhanyavaad!

